google-site-verification=U1x2sF8F1fWAso-di-r1dF0d4QDWNKVObvON9oeWTl8 Rahe Najat : Abbas Ka Nara Noha Lyrics 2021

Tuesday, August 17, 2021

Abbas Ka Nara Noha Lyrics 2021

Abbas Ka Nara Lo Cheein Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Humara, Darya Hai Humara Lyrics 2021, Recited by Noha Khuwan Nadeem Sarwar.



Abbas Ka Nara | Nadeem Sarwar | 2021

Lo Cheein Lo, Ye Hum Hain, Ye Qabza Hai Humara, Darya Hai Humara

Ek Shor Hai Abbas Hai Abbas....

Ek Shor Hai Abbas Hai Abbas......

 

Daryiann Py Joh Pouncha Asadullah Ka Pyara

Abbas Hai .....Abbas Abbas Hai Abbas

(1)

Daryiann Pe Joh Poncha Asadullah Ka Pyara

Lalkar Ke Phir Foj Ko Ghazi Yeh Pukara

Tum Sab Ye Kehte The Daryiann Hai Hamara

Ab Dkeho Ke Daryiann Hai Hamara Ke Tumara

Lo Cheen Lo Hum Hai Qabaza Hai Hamara

Daryiann Hai Hamara Daryian Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

Lo Cheen Lo Yeh Hum Hain Yeh Qabza Hai Hamara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

(2)

Main Haider E Karar K Saye Main Palaa Hoon

Main Fatima Zahra Ke Duao Ka Sila Hoonn

Abbas Mera Naam Alamdar Wafa Hoon

Yeh Naam Nasab Hai Meri Qismat Ka Sitara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

Loh Cheen Lo Yeh Hum Hai Yeh Qabza Hai Hamara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

 

 Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

(3)

Aqa Ki Duao Ka Karam Sath Hai Mere

Dekho Bani Hashim Ka Hasm Sath Hai Mere

Rutba Alamdar Alam Sath Hai Mere

Lehra Ke Pharera Bhi Yeh Karta Hai Ishara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

(4)

Sahil Jo Yeh Foj Ke Daste Hain Tumhare

Ek Aan Main Pehband Zameen Ho Abi Sare

Daryian Ulat Aaye Abi Qadmo Main Humare

Ek Hashr Main Barap Kar Doonn Kr De Ishra

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

 

Loh Cheen Lo Yeh Hum Hain Yeh Qabza Hai Hamara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

 

Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

(5)

Khat Bhej Ke Tum Ne Jine Yasrab Pe Bulaya

Mehman The Lekin  Unhen Daryian Se Hatay

Pyase He Rahe Wo Unhen Pani Na Pilaya

Allah Ne Jin Ke Liye Kausar Ko Utara

 

Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Abbas Ka Nara Alamdar Ka Nara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

(6)

Yeh Hukam Hai Aqa Ka Na Talvaar Uthana

Warna Meri Zarbo Se Larazata Yeh Zamana

Yeh Foj Jefa Kar Yeh Zalim Ka Tikana

Ek Naziye Say Naksaw He Badal Jaye Gah

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

 

Loh Cheen Lo Yeh Hum Hain Yeh Qabza Hai Hamara

Daryian Hai Hamara Daryian Hai Hamara

(7)

Yeh Hukam Hai Aqa Ka Na Talvar Utanaw

Warna Meri Zarbo Say Larazata Yeh Zamana

Yeh Foaj Jefa Kar Yeh Zalim Ka Tikanw

Ek Naziy Say Naksaw He Badal Jaye Gah

Daryia Hai Hamra Daryia Hai Hamra

 

Loh Cheen Lo Yeh Hum Hain Yeh Qabza Hai Hamra

Daryia Hai Hamra Daryia Hai Hamra

(8)

Kya Faoj Ki Tadad Batay Ho Hamen Tum

Hum Dekhen Keh Kis Tarha Hatate Ho Humen Tum

Kis Hakim O Jabir Sy Daraty Ho Humen Tum

Ab Nam Na Lena Kisi Hakim Ka Dobara

 

Daryan Hai Hamara

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Daryan Hai Hamara

Abbas E Alamdar Alamdar Alamdar

(9)

Pyasa Hun Magar Sun Len Sabhi Dushman e Jani

Pani Mujhy Peena Nahi Le Jana Hai Pani

Haye Mere Masoom Ki Woh Tishna Dahani

Hai Mashk E Sakina Unhi Pyason Ka Sahara

 

Daryan Hai Hamara

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Daryan Hai Hamara

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Daryan Hai Hamara

(10)

Tareekh Ne Dekha Na Hilal Aisa Wafadar

Ab Bhi Hai Tarai Ki Zameen Par Woh Dil Afgaar

Woh Dekh Zara Roza E Abbas E Alamdar

Ek Zinda Gawahi Hai Yeh Marqad Ka Nazara

 

Daryan Hai Hamara

Abbas Ka Nara Hai Alamdar Ka Nara Daryan Hai Hamara

Lo Cheen Lo Ye Hum Hain Ye Qabza Hai Hamara Daryan Hai Hamara

 

Ek Shor Hai

Daryan Hai Hamara


Abbas Ka Nara Lyrics 2021, Recited by Noha Khuwan Nadeem Sarwar.

No comments:

Post a Comment

Write to me any query.

Surah

Jab Rida Sar Se Chini Main Sada Deti Rahi Tu Na Aaya Ghazi

Jab Rida Sar Se Chini Main Sada Deti Rahi Tu Na Aaya Ghazi  Tou Na Aya Ghazi    Haye Abbas Haye Abbas Al e Imran Kahan, Aur Zindan Kah...